wel come my site rose

Ekk Pall Mein Jo Barbaad Kar Daitey Hain Dill ki Basti Ko Wo Log Daikhney Mein Aksar Masoom Hote Hain


صدمے کا تعلق ہمیشہ غم ہی سے نہیں ہوتا، کبھی کبھی اچانک مل جانے والی بےپناہ خوشی بھی ہمارے عمومی رویئے سے متصادم ہوجاتی ہے۔ شاید ساری بات ظرف کی ہے، خوشی ہو یا غم، ہمارے ظرف کے پیمانے سے بڑھ جائے تو ہم اپنی ظاہری شخصیت کا رکھ رکھاؤ کھو بیٹھتے ہیں ــــــــ





 Kahin jaye usey meri duayen yaad
karti hain,
Usey kehna usey meri wafayain yaad
karti hain,
Main aksar aayiney ke samne
bechain rehti hoon,
Kisi ne khat mein likha hai, adayain
yaad karti hain,
Usey kehna khazayen aagayi hain ab
to laut aye,
Usey kehna december ki hawaayain
yaad karti hain,
Usey kehna ke aankhon mein ghanni
badli si chaayi hai,
Jinhain dil pe barasna hai, ghatayain
yaad karti hain,
Geya tha jab tu meri khawhishain
bhi sath le jata,
Lahuu mein naachti kuch iltjaayain
yaad karti hain..